Asli customers, asli results — PahadiBooti reviews aur before/after
Uttarakhand ki mahilaon ne apne shabdon mein bataya ki ghar ke khaane, diet chart aur daily support ke saath unka वज़न kaise kam hua.
Photos aur reviews customers ne khud share kiye hain. Results har vyakti mein alag ho sakte hain.
Reviews
Customers ki zubaani
2.5 mahine mein 81 se 71kg — poore 10kg kam! Slimmonk Syrup ke saath diet chart roz follow kiya, aur team roz haal-chaal poochti thi. Bina bhookhe rahe itna farak aayega, maine socha nahi tha.
R
Renu Bisht
Almora, Uttarakhand
Pehle mujhe bharosa nahi tha, lekin jab maine use kiya toh mujhe khud yakeen nahi hua ki mera weight kam ho gaya hai! 90 din mein 97 se 85kg. Iske liye PahadiBooti ka bahut-bahut shukriya. Main ise apni family aur sabko recommend karta hoon — ek baar trust karke dekhiye.
S
Subodh
Gopeshwar (Chamoli), Uttarakhand
72 se 60kg — 12kg ka farak ek mahine mein. Pahaad mein rehkar gym jaana possible nahi tha, lekin nutritionist didi ne jo bataya bas wahi kiya. Ab seedhiyan chadhna bhi aasaan lagta hai.
M
Munni Devi
Gwaldam, Uttarakhand
1 mahine mein 6kg kam (74 se 68kg). Syrup lena bahut aasaan hai aur diet mein roti-sabzi sab shamil tha. Team WhatsApp par hamesha available rahi, kabhi akela mehsoos nahi hua.
J
Jyoti
Pauri Garhwal, Uttarakhand
77 se 63kg — mujhe khud yakeen nahi hua! Diet bilkul simple thi, kahin bhookha nahi rehna pada. PahadiBooti ka daily support hi sabse badi cheez hai. Dil se dhanyavaad.
G
Geeta Rawat
Mukhani, Haldwani
2 mahine mein 91 se 79kg. 12kg kam hone ke baad energy bhi pehle se bahut behtar hai. COD se order kiya tha isliye shuru mein hi bharosa ban gaya. Ab poori family use karti hai.
R
Ruchi
Kathghariya, Haldwani
















